20/04/2026
Sada afsoos hai mjy iss time
Aap pay rona mjy be aaraha hai kuki mai be insaan hu aapki tarah
Aap be insaan ho abi aap nai balki aapka dil roo raha hai
Kuki aap be kisse family k liyea niklay ho
Laikin bayee sahab woh wakth be yaadh kro
Jb aik passenger be ghr say nikalta tha kuch kamanay k liyea
Kuch khanay k liyea
Apni pait aur apni family k liyea fir aap ki gadi mai chadhta tha
Ya kisse be local gadi mai
Aap uss k saath kya krty thea woh sub abi dimagh mai rakho
Woh passenger kitna tadapta tha iss liyea ki woh time pay pounchay apni kaam pay apnay mukaam pay
Laikin aap janab tb kya krty thea
1 km ko 10 minute
Stop pay 20 minute
Fir signal pay gap banana
Aur peechay wali gadi ka intizaar krna.
Tb tk uss passenger ka kya haal hota yeh mai jaanta hu
Kuki her koyee insaan sarkari mulazim nai hai
Her koyee insaan business mai nai hai. Aap loagh tb aik mazdoor ka ya private worker ka sounchtay thea kya?
Pata nai kitnu ki noakriya chali gayee hogi
Aapki driving ki wajah say
Kitny mazdor bicharay kaam pay sahi time say nai pounchtay houngay
Aapki janab drivers ki wajah say
Faraq yeah hai tb woh passenger rota tha
Aur aaj tum
Yaad kro kaisy kaisay peechay say passenger bolta tha.
Challo ab wasta late hua
Laikin aap janab. Jaisay gandi g k 3 πππthea
Na kuch suntay thea
Na kuch daikhtay thea
Na kuch boltay thea..,
Passenger: pakh sa wan wastaaa
Hey wasta late hasa gow
Nair sa waen wasta
Wasta overload te hasa gow
Driver soab ' πππ gete gete gete gete gete hann hann hannn half accelerator magar break seet seeet
Break peth ne khoaree tulann hann hann jaireee
Conductor: loatii loatiii
Loootsaa loootsaaa loooatsaaa wasta
Pakkann patth patth pakan patth patth shabash overload gasith te
Pakksa baradarrr patth paham...
Khach sa humshairaaaa humisss peath ππ
Walsa seeetee khaali. Overload aasith te
Itna zulum tum loagu nay kiya usska kya?
Rahe baat aaaj k time ki ab tum loagh pashta rahay ho
Kuki yeah janab aupar walay ki laathi tum loaghu pay padhi kuki krny wala wahi hai sub kuch
Yahan ki government kya baaap ki karay gi
Jb tk allah nay ussay nai banaya zulum k liyea
Aisay zaalimu ko
Yeah toe quran pak mai hai
Zalim loagu k liyea zalim badhsha hoga...
Yeah janab allah ki laathi hai jo zaalimu pay barasti hai
Abi be janab moaka hai.
Subah jb niklo gay gadi chalay toe allah pak yakeen rakh k niklo
Jo uss nay aap k mukadar mai likha hoga woh milay ga
Chahay kuch b ku na ho
Jo nai likha hoga overload, passenger ko parishaan krny say kuch hasil nai hoga aapko
Buss ussi pay yakeen rakh k niklo ghr say aur mehnat kro apnay end sy
Baaki sub ussi pay chodh dooo
Fir daikho allah behtareen karay ga aap k liyea behtar ki umeed rakho aap.