12/05/2026
Yaha pahunch kar samajh aaya… sukoon kya hota hai ❤️
Raat ki thand, subah ki chadhai aur har kadam ke saath badhte views… 🏔️
Tungnath Temple se Chandrashila tak ka ye safar sirf ek trek nahi, ek feeling tha.
Thake zaroor the… par jab sunrise aur clouds ke upar wala view dekha, sab worth it lagne laga. ☁️❤️
Pahadon me kuch alag hi sukoon hai…
Aur shayad isi liye baar baar wapas aane ka mann karta hai.